|
niceabi
|
 |
« on: July 02, 2009, 04:31:16 AM » |
|
Adsense sign up form fill kertay hoay aap se aik Payee Name poocha jata hay. yaad rakhain yeh woh name hota hay jis kay naam per check yah western union se cash ata hay. isliye ager aap 18 saal se baray hain aur aap ka CNIC bana hua hay to apna naam dein warna apnay parents ka nam dain takay aap payment wasool kersakain. payee name sirf aik dafa main hi sahi dain. baad main yeh change nahi hosakta..
(payee name change kernay kay liye google support se contact kerain. ager woh aap ki payee name change ki apeal ko manzoor ker leti hay to payee name change hosakta hay )
|